सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अप्रैल, 2023 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

How internet revolution gives boom to online gaming

INTERNET KE INDIA ME SASTE HONE KE KAARAN INDIA ME E-MARKET YA ONLINE SERVICES AUR ENTERTAINMENT ME BAHUT- BAHUT BADA GROWTH AAYA HAI AUR GAMING SECTOR ME BHI BAHUT BADA GROWTH OVER THE YEAR DEKHNE KO MILA HAI. AB AISA KYON AAGE JAANTE HAI INTERNET KE REVOLUTION SE INDIA ME LOGO KO ONLINE ENTERTAINMENT KA ACCESS BAHUT EASY TARIKE SE MILA JISME ONLINE GAMES BHI HAI AUR USI SAMAY PUBG KE JAISA EK BADA AUR KAAFI ENTERTAINING GAME BHI LAUNCH HO GYA THA JISSE LOGO NE ISE KHELA AUT LOGO KO KAAFI PASAND BHI AAYA AUR ISKE PAHLE BHI LOG GAME KHELTE THE ONLINE JAISE LUDO ETC. AUT KAAFI GAMES DOWNLOAD KI JAATI THI PLAYSTORE AUR THIRD PARTY STORES SE LEKIN YOUNG POPULATION ME PUBG JAISE SHOOTING GAMES BAHUT JYADA POPULAR HO CHUKE THE AUR YAHA TAK KI BAHUT SE LOGO ME NAYA PHONE BHI ISI CHAKKAR ME LIYA THA KI USME YAH GAME CHALE AUR PERFORMANCE DENEWAALE PHONE JO KI MIDRANGE PHONE HAI USME BHI KAAFI GROWTH DEKHI GAI THI AUR YAH AAKDA CRORES ME THA.  AUR AAJ BHI LOG PLAYSTORES SE KAAFI GAMES DOWN...

IS BGMI RETURNING IN INDIA IN 2023

    WELL BGMI KO BAN HUE BAHUT DIN HUA HAI AUR OFFICIALLY ISKE BAARE ME KOI UPDATE NAHI DIYA HAI TO SABSE PAHLE YEH BAAT AATI HAI KI KOI THIRD PARTY CLAIM KARTA HAI KI IS DIN BGMI AA JAYEGA USPAR TRUST NAHI KAR SAKTE.  BGMI KE UPDATE  BGMI KE BAARE ME INDIA TODAY NEWS WEBSITE NE UPDATE DETE HUE BATAYA THA KI ISE GREEN SIGNAL MIL HAI LEKIN BGMI ME KUCH CHANGES KARNE PADENGE AUR FIR USKE BAAD 2023 APRIL YA USKE BAAD KE MONTHS ME HAME ISKA OFFICIAL RELEASE DEKHNE KO MIL SAKTA HAI LEKIN ABHI BHI ISKE BAARE ME OFFICIALLY ISKE BAARE ME KOI HINT NAHI DIYA GYA HAI. 

Why c1s1 conqueror title getting hard that time

So aaj ka topic bahut usally charchit topic hai aur iske upar bahut se log apni-apni baat karte hai lekin ham aapke saamne facts dekar hi baat karenge.  So c1s1 basically pahla season tha jab bgmi launch hua tha and jab bgmi launch hua tha tab bahut se logo ne ise download kiya aur khela bhi.  Lekin jaise-jaise game launch hoke kuch din hua hi tha hackers ne ise hack karna start kar diya aur hackers itne agreesive game khelte the ki lobby me camp kiye players ko bhi aake kill kar dete the so aisa hote raha aur jab log in sab chijo se ub gaye to unhone bhi revenge type soch rakh ke hacks download karne lag gaye aur ek time aisa aaya ki jab lobby me hackers aur players ka ratio 50:50 ho gya tha means lobby me genuine players ki adhi lobby hoti thi aur baaki adhe hackers hote the and us time hackers ban bhi nahi ho rahe the to yah sab bad hi raha tha.  To agar aise time par koi player conqueror push karta tha to uske chances bahut kam aate the ki vah title le paaye.  So...