सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

How internet revolution gives boom to online gaming

INTERNET KE INDIA ME SASTE HONE KE KAARAN INDIA ME E-MARKET YA ONLINE SERVICES AUR ENTERTAINMENT ME BAHUT- BAHUT BADA GROWTH AAYA HAI AUR GAMING SECTOR ME BHI BAHUT BADA GROWTH OVER THE YEAR DEKHNE KO MILA HAI. AB AISA KYON AAGE JAANTE HAI INTERNET KE REVOLUTION SE INDIA ME LOGO KO ONLINE ENTERTAINMENT KA ACCESS BAHUT EASY TARIKE SE MILA JISME ONLINE GAMES BHI HAI AUR USI SAMAY PUBG KE JAISA EK BADA AUR KAAFI ENTERTAINING GAME BHI LAUNCH HO GYA THA JISSE LOGO NE ISE KHELA AUT LOGO KO KAAFI PASAND BHI AAYA AUR ISKE PAHLE BHI LOG GAME KHELTE THE ONLINE JAISE LUDO ETC. AUT KAAFI GAMES DOWNLOAD KI JAATI THI PLAYSTORE AUR THIRD PARTY STORES SE LEKIN YOUNG POPULATION ME PUBG JAISE SHOOTING GAMES BAHUT JYADA POPULAR HO CHUKE THE AUR YAHA TAK KI BAHUT SE LOGO ME NAYA PHONE BHI ISI CHAKKAR ME LIYA THA KI USME YAH GAME CHALE AUR PERFORMANCE DENEWAALE PHONE JO KI MIDRANGE PHONE HAI USME BHI KAAFI GROWTH DEKHI GAI THI AUR YAH AAKDA CRORES ME THA.  AUR AAJ BHI LOG PLAYSTORES SE KAAFI GAMES DOWN...

IS BGMI RETURNING IN INDIA IN 2023

    WELL BGMI KO BAN HUE BAHUT DIN HUA HAI AUR OFFICIALLY ISKE BAARE ME KOI UPDATE NAHI DIYA HAI TO SABSE PAHLE YEH BAAT AATI HAI KI KOI THIRD PARTY CLAIM KARTA HAI KI IS DIN BGMI AA JAYEGA USPAR TRUST NAHI KAR SAKTE.  BGMI KE UPDATE  BGMI KE BAARE ME INDIA TODAY NEWS WEBSITE NE UPDATE DETE HUE BATAYA THA KI ISE GREEN SIGNAL MIL HAI LEKIN BGMI ME KUCH CHANGES KARNE PADENGE AUR FIR USKE BAAD 2023 APRIL YA USKE BAAD KE MONTHS ME HAME ISKA OFFICIAL RELEASE DEKHNE KO MIL SAKTA HAI LEKIN ABHI BHI ISKE BAARE ME OFFICIALLY ISKE BAARE ME KOI HINT NAHI DIYA GYA HAI. 

Why c1s1 conqueror title getting hard that time

So aaj ka topic bahut usally charchit topic hai aur iske upar bahut se log apni-apni baat karte hai lekin ham aapke saamne facts dekar hi baat karenge.  So c1s1 basically pahla season tha jab bgmi launch hua tha and jab bgmi launch hua tha tab bahut se logo ne ise download kiya aur khela bhi.  Lekin jaise-jaise game launch hoke kuch din hua hi tha hackers ne ise hack karna start kar diya aur hackers itne agreesive game khelte the ki lobby me camp kiye players ko bhi aake kill kar dete the so aisa hote raha aur jab log in sab chijo se ub gaye to unhone bhi revenge type soch rakh ke hacks download karne lag gaye aur ek time aisa aaya ki jab lobby me hackers aur players ka ratio 50:50 ho gya tha means lobby me genuine players ki adhi lobby hoti thi aur baaki adhe hackers hote the and us time hackers ban bhi nahi ho rahe the to yah sab bad hi raha tha.  To agar aise time par koi player conqueror push karta tha to uske chances bahut kam aate the ki vah title le paaye.  So...

WHY GETTING M416 GLACIER IS SO HARD ? - HINDI

To Getting M416 Glacier from Classic Crate is hard But Not Impossible So Try But Don't Cry 🤪. Glacier Skin M416 ki Pana Isliye bhi Hard Hota hai Kyonki Abhi Is samay Classic Crate me 144 Items Hai jisme se M416 glacier hai aur Vo Mythic Items me Aati Hai So Classic Crate me Mythic Or Legendary Items ka aane ke Parcentage below 10% Hai to agar aapko ise lena hai to aapko UC kharchni padegi aur crates leni padegi Tab jaakar M416 Glacier skin milegi aur mai kitni leni padegi yeh bataau to yeh possible nahi hai. lekin agar aap percentage is anusaar dekhe to aap 144 crates kholenge to maan ke chaliye 14crates me M416 Glacier nikal sakti hai. lekin yah batane ke liye hai lekin internet par kuch aise bhi video milenge jahan aap crate kholanewaale ko keval 20-30 crate me M416 Glacier nikal jaati hai to yeh luck par mostly depend karta hai aur internet par hi aapko kuch aise video dekhne mil jayenge jahan 100+ or 200+ crate open karne ke baad bhi Glacier nahi nikali ho so luck is important...

IS MOLOTOV COCKTAIL WORKS IN WATER OR CAN DAMAGE IN WATER ?

mohlotov cocktail is very powerful throwing in bgmi and pubg mobile and it's very useful if you used it correctly. so The Question is ki molotov cocktail water me bhi kaam karta hai ki nahi?   So iska answer hai Karta hai lekin yah water ke upar nahi karta yeh water ke tal par kaam karta hai aur yeh water me visible bhi nahi hota so yeh ek achcha option bhi ho sakta hai and bura bhi ho sakta hai. jaise ki agar aap molotov water me fekenge to vah water ki satah par nahi jalega vah water ke niche dharti par ya tal par jalega aur vah jal raha hai dikhai bhi nahi dega. so agar aap normally ya competitive khelte ho to yeh glitch ya trick aapko bahut useful ho sakti hai. aur jab yah enemies ko damage karegi jab jakar fire body par show karega. Note:- Di Gai Jaankari Par Hamne Experiment Kiya hai Aur Ham Is Post Me Di Gai sabhi Jaankari Ke liye Ham Uttardayi Hai. Agar aapko Is Post se Related Koi aur Jaankari Chahiye To Hame Niche Comment Kare. 

HOW MUCH BULLET TAKES TO DESTROY A BRDM IN PUBG,BGMI WITH M416 AND M762 ? - HINDI

PUBG MOBILE AUR BGMI ME BRDM YE EK BAHUT POWERFUL TRUCK HAI YA FIR HAM YAH BHI KAH SAKTE HAI KI YEH GAME ME SABSE POWERFUL VEHICLE HAI JO KI DROP SE DELIVER HOTI HAI FLARE DVARA TO AISE ME AAPKA SAAMNA KABHI NA KABHI BRDM TRUCK SE HUA HI HOGA TAB AAPKE MAN ME YEH QUESTION AAYA HOGA KI ISE DESTROY KARNA TO BAHUT HI HARD HAI TO AAP SOCHTE HONGE KITNI BULLET LAGEGI ISE DESTROY KARNE ME TO ISLIYE HAMNE EK EXPERIMENT KIYA THA HAAL HI ME ISPAR AUR YEH EXPERIMENT HAMNE DO MOST USED GUN PAR KIYA THA JO KI M416 AUR M762 THI. SO HAMNE IS EXPERIMENT ME DEKHA KI EK FULLY NEW BRDM KO DESTROY KARNE KE LIYE 80 AUR 88 BULLET LAGTE HAI AGAR AAPKE PAAS M762 HAI TO AAPKO EK BRDM DESTROY KARNE KE LIYE NET 80 BULLET LAGENGE AUR YADI AAPKE PASS M416 HAI TO AAPKO 88 BULLETS LAGENGI SO MOTA MOTA BATAAU TO AAPKO 2 BHARI HUI EXTENDED MAG BRDM PAR KHALI KARNI PADEGI TAB JAAKAR BRDM DESTROY HOGI SO AGAR AAP AGAR SOLO KHELTE HAI TO YE...